“Kaha Mai Kho Gaya” एक Sad और soulful हिंदी गाना है, जो ज़िंदगी की भागदौड़ में बिखरते रिश्तों, बढ़ते अकेलेपन और भीतर की ख़ामोशी को गहराई से महसूस कराता है। इस गाने को M M Malik ने लिखा है। तथा इसका संगीत H M Music (AI) द्वारा तैयार किया गया है। यह एक Album Audio Song है, जिसमें भावनाओं की गहराई और दिल को छू लेने वाला संगीत श्रोताओं को एक अलग और यादगार एहसास प्रदान करता है।

Kaha Mai Kho Gaya song lyrics in hindi and english

Song detail:

Song: Kaha Mai Kho Gaya

Singers: AI generated Voice

Music: H M Music (AI)

Lyrics: M M Malik

First release: Jul 21, 2026


Song :


AI generated thumbnail

Kaha Mai Kho Gaya Song hindi lyrics

[Intro]

Kuch khwaab aaj bhi mera naam lete hain.

Dhool se lipti hui tasveerein bolti rahi,

Band padi kitaaben bhi raaz kholti rahi.

Kamane door chala tha jinse main,

Wo yaadein har mod par mujhe tatolti rahi.

[Chorus]

Ye kaisi shaam hai…

Hai kaisa silsila…

Har khushi ke baad…

Kyun mila bas faasla…

Kahan ghar tha mera…

Kahan main kho gaya…

Kahan ghar tha mera…

Kahan main kho gaya…

[Verse 1]

Chalte-chalte khud se main juda ho gaya…

Kya socha tha…

Kya ye mere khuda ho gaya…

Hansta hua chehra bhi…

Dhuaan ho gaya…

Kahan ghar tha mera…

Kahan main kho gaya…

Kahan ghar tha mera…

Kahan main kho gaya…

[Verse 2]

Maa ki wo dua hai hawaon mein kahin,

Mere naam ki sada hai fizaaon mein kahin.

Main shehron ki bheed mein manzil dhoondhta raha,

Mera bachpan un galiyon mein ghoomta raha…

[Chorus]

Kahan ghar tha mera… Kahan main kho gaya…

Kahan ghar tha mera… Kahan main kho gaya…

[Verse 3]

Jeben to bhar gayin, Magar dil khaali raha…

Har apna saamne tha, Phir bhi tanha raha…

Waqt ne sab kuch diya…

Sukoon adhoora raha…

Main zinda to raha…

Magar hawa ho gaya…

[Chorus]

Kahan ghar tha mera…

Kahan main kho gaya…

Kahan ghar tha mera…

Kahan main kho gaya…

[Verse 4]

Aaina bhi dekhkar ajnabi ho gaya…

Lautna chahoon bhi to…

Raaste badal gaye…

Main waqt ki bheed mein…

Kahin kho gaya…

[Chorus]

Kahan ghar tha mera…

Kahan main kho gaya…

Kahan ghar tha mera…

Kahan main kho gaya…

[Outro]

Kahan… Ghar tha mera…

Kahan… Main… Kho gaya…

© Lyrics: M M Malik


You might also like: