Allama Iqbal poetry collection in English Presentation  Credit: Allama Iqbal डायरी की शायरी 

www.diarykishayri.com

image source:  thewire.in

Amal se zindagi banti hai, jannat bhi, jahannam bhi, Ye khaki apni fitrat mein, na noori hai na naari hai.

www.diarykishayri.com

image source:  Unsplash

~ Allama Iqbal

Khudi ko kar buland itna, ki har taqdeer se pehle, Khuda bande se khud pooche bata teri raza kya hai.

www.diarykishayri.com

image source:  Unsplash

~ Allama Iqbal

Dua to dil se mangi jati hai, zubaan se nahi ae iqbal, Qubool toh uski bhi hoti hai jiski zubaan nahi hoti.

www.diarykishayri.com

image source:  Unsplash

~ Allama Iqbal

Manzil se aage badh kar, manzil talash kar, Mil jaye tujhko dariya, samundar talaash kar.

www.diarykishayri.com

image source:  Unsplash

Har sheesha toot jaata hai pathar ki chot se, Pathar hi toot jaye, wo sheesha talaash kar.

www.diarykishayri.com

image source:  Unsplash

~ Allama Iqbal

Khafa jo ishq mein hote hain, wo khafa hi nahin, Sitam na ho mohabbat mein, kuch maza hi nahi.

www.diarykishayri.com

image source:  Unsplash

~ Allama Iqbal

Koi ibadat ki chah mein roya, Koi ibaadat ki raah mein roya,

www.diarykishayri.com

image source:  Unsplash

Ajeeb hai ye namaz-e-mohabbat ke silsile iqbal, Koi kaza kar ke roya, Koi ada kar ke roya.

www.diarykishayri.com

image source:  Unsplash

~ Allama Iqbal

Na rakh ummed-e-wafa kisi parinde se iqbal, Jab par nikal aate hai toh apna aashiyana bhool jate hain.

www.diarykishayri.com

image source:  Unsplash

~ Allama Iqbal

Kaun rakhega yaad hume is daure khudgarzi mein, Haalat aise hai ki logon ko khuda yaad nahi.

www.diarykishayri.com

image source:  Unsplash

~ Allama Iqbal

Sone de agar wo so raha hai gulami ki neend mein, Ho sakta hai wo khwab azaadi ka dekh raha ho.

www.diarykishayri.com

image source:  Unsplash

~ Allama Iqbal

Dil se jo baat nikli hai, asar rakhti hai, Par nahin, magar takat-e-parwaaz rakhti hai.

www.diarykishayri.com

image source:  Unsplash

~ Allama Iqbal

Next story   10 बड़े शायरों से  उनकी एक एक शायरी पढ़ने के लिए विजिट 👇 करें

www.diarykishayri.com